Saturday, November 5, 2011

SHANI DEV


Dear All,

Shani Dev ka name aate hi sab log pareshan ho jate hai logo ne shani ki shade sati aur shani ki dhaiyaa ka aisa vardan kiya hai ki sab shani se darte hai ye sach hai ki shani dev jab naraz hote hai to nuksaan pahounchte hail akin sadhe sati ya dhayya ka matlab ye nahi hai ki aap ko hamesha nuksaan hoga ,

Shani bhagwan sadhe sati aur dhayya me bhi insaan per prassan ho gaye to usko Raja bana dete hai .

Shani bhagwan ko prassan karne ka mantra hai  “OM SAN SANISCHARIYA NAMAH”

Is mantra ka uccharan har sanivar ko 1,5,11 or 108 times uccharan karein.

Aur peepal k vrich ko jal de shani dev aap ka kalyan karenge.

Only yours

Sanjay Kumar Rai

No comments: